
|
SMS ManiaPathan: Yaar Mere Liye Koi Achi Si Larki Ka Rishta Bata. Friend: Yaar 1 Larki Hai B.Com Ki. Pathan: . . . . Yaar Qoam Koi Bhi Ho Bas Parhi Likhi Honi Chahiye.
![]() Pathan KESC Walo ko Phone Kar K Bola. Khocha Jaldi se Light Band Kar Do! KESC Wala: Kyun Sir? Pathan: ABHI ABHI Humara Dil Mai Naya Gaali Aaya Hai. WO DENI HAI. :-)
![]() Pathan Halwai SE: Tum Kitny Saal Se Jalebi Bana Rahy Ho? Halwai Bary Fakhar Sy 30 Sal Se Pathan: Bari Sharm Ki Bat Hy Tum Se Aaj Tak Jalebi Seedhi Nahi Bani.
![]() pir sa pyar ka doka kaya jaa sakta taa,, dil ka kiya ha dil behlaya jaa sakta taa,, Q wapas na aya jaa kar wo janey,, likin is k pass to jaya jaa sakta taa,, agar na hota moum ki sorat dil apna,, Gham k suraj sa takrayaa jaa sakta taa,, ek ap ka sat ager mil jata too,, sari dunya ko tokraya jaa sakta taa,, logo na mujrem tehra man liya,, akher kis kis ko samjaya jaa sakta taa,, La doba jab anko ko tufan BATOL,, kaise dil ka sheher bachaya jaa sakta taa,,
![]() Naadani ki had hai zara dekho tou usey "MOHSIN" Mujhe kho kar mere jeisa dhoond raha hai.
![]() Agar Manzar-e-dosti dekhna hai tou samandar ko ja kar dekh
Jiski lehrain milne aati hain Sahil ko baar baar. Kanaladi
![]() Rooth janey sey pehly ye soch lena "Knaladi" Tum bin in saanson ko chalna nahi aata.
![]() Dil us k siwa kisi aur ko chah nahi sakta "Faraz" Yeh dil us ka hai apna hota to baat aur thi KANALADI
![]() Ek umdat se Meri Maa soe Nae Tabish Main ne Ek Bar Kaha Tha Mujay dar Lagta Hai Kanaladi
![]() Dil Ko Manana aggar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan
visitors:
|
|