Main Menu
Home
Online Store
Ramadan 2023
News
Ads Mania
Mobile Prices
Chat
Currency Rates
Business
Prize Bonds
Education
Forum
Islam
Namaz Timings
Photo Gallery
Videos
SIM information
Send Free SMS
SMS Mania
Signup
Login
Prince Baloch's Poetry SMS  Prince Baloch's Poetry SMS
Uqabi rooh jab baidaar hoti hy jawano main
nazar aati hy ic ko apni manzil Aasmano main

Na ho nomeed, nomeedi zawal e elm o irfan hy
umeed mard e momin hy Khuda k raaz danoo main

nahin tera nashaiman qasr e sultani k gunbad per
too shahin hy, basaira ker paharoon ki chatano main

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Poetry Posted by: Prince Baloch
Tery Sofay hain Afrangi, Teray Qaleen hain Irani
Lahoo mujh ko rulati hy jawanoo ki tan asaani

Amarat kia, Shikwa khusrawi bhi ho to kya hasil
Na zor e Haidri tujh main, na Astghnay Salmani

Na Dhoond ic cheez ko Tehzeeb e Hazir ki tajali main
K Paya main ny istaghna main mairaj e Musalmani

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Poetry Posted by: Prince Baloch
Rahe Salamt Zindagi unki jo meri khushi ki faryad karte hain

Aye Khuda unki zindagi khushion se bhar de
Jo mujhy duaon main yaad rakhtay hain.
Ameen.

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Poetry Posted by: Prince Baloch
Chemical GHAZAL

Dil-e-organic tujhy hwa kya he?
Akhir nomenclature ki wja kya ha?

Hum hain Carbon or wo hydrogen,
Ya Ilahi ya hybridization kya ha?

Me bhi shell main Electrons rakhta hoon,
Kash wo pooche k meri Valency kia ha?

Hm ko un se hy Bond ki umeed, Ghalib
Jo nahi jantay hmari Electronegativity kia ha.

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Poetry Posted by: Prince Baloch
Main guzre pal jo socho to

Kuch dost bohat yaad aatay hain

Ab jany konci nagri main

Abad hain ja ker mudat sy

Main raat gay tak jagoon to

Kuch dost bohat yaad aatay hain

Kuch batain thi phoolon jaisi

Kuch lamhay khusboo jaisay thy

Main shehr-e-chaman main Tehloon to

Kuch dost bohat yaad aatay hain

Wo pal bhar ki narazgiyan

or maan bhi jana pal bher main

ab khud sy jub bhi roothoon to

Kuch dost bohat yaad aatay hain

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Poetry Posted by: Prince Baloch
Be Khwab Zindagi ka Paristar kon tha?


Itni udaas raat main Bedaar kon tha?


kis ko ye fikr thi K mohabbat mein kiya howa?


Hum es py larr rahy thy... wafadaar kon tha ?


100 kashtiyan jala k Chalay sahilon sy hum!


Ab tum ko kya btayein k us paar kon tha?


Ye Faisla to Wakt b Shayad na kr sakay!


Such kon bolta tha, Adakaar kon tha?


Arsa guzar gya hy yahi sochtay huwy...


PEPSI 65 ki kerne wala fankaar kon tha?


Shukria itny ghor sy prhne ka:-P

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Poetry Posted by: Prince Baloch
Apne dil ki majboori ko ilzam na dy

Mujhy yad rakh, beshk Mera nam na ly

Tera Weham hai k Me bhula don Tujhy

Meri koi aisi sans nhi jo Tera nam na le.

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Poetry Posted by: Prince Baloch
Road POETRY

Tera mera sadiyaan da vair ae...
"Tu lang ja sadi khair ay"

Main us ky gher gya to lga tha tala...
"Jalny walay ka moun kala"

Band karo ya starplus k show...
"Horn do rasta lo"

Wo takra gya aik car se...
"Daikh zaroor mager pyar se"

Mehangai ny poora Pakistan hilaya
"Jiny maa noo sataya unhe riksha e chalaya"

Kala peela rang na ker...
(',') "Papu yar
<)(> Tang
_//_ Na kr"

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Poetry Posted by: Prince Baloch
Wo Tun Na They Ik "KHAYAL" Tha,

Meri Soch ka He "KAMAL" Tha,

Wo "MOHABATAIN"
Wo "CHAHATAIN"

Meri "ULJHANON" ka he "JAAL" Tha,

Mere Dil Main thi jo "RONAQAIN",

Wo Tera "HUSN-O-JAMAL" Tha,

Jawab jis ka mila nahi,

Wo aisa he aik "SAWAL" Tha,

Wo Aaj mila to Yun Laga,

Yahi to hy wo Jiss ka "INTEZAR" tha,

Usay Yaad kaisay na karay koi,

Ussay Bhoolna to Muhal tha,

Ab us ki kya main "MISAL" don,

Wo to Aap apni "MISAL" Tha.

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Poetry Posted by: Prince Baloch
USAY main Q Bataon main ny us ko kitna Chaha hai?

Bataya Jhoot jata hai.!

K Sachi Bat ki Khushbu khud mehsoos hoti hai

Meri Baten

Meri Sochen

USAY khud jan janey Do

Abhi kuch din mujhe meri mohabat aazmany do!

Ager wo Ishq ky Ehsas ko pehchan na paye

Mujhe bhi jan na Paye

To phir aisa kro Ay DIL..!

K Khud Gumnam ho Jao

Magr US

By-Khabar ko Zindagi Bhar Muskrane do..

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Poetry Posted by: Prince Baloch
1 | 2
 
Business Listings
Writing Help in Quetta
Writers Pakistan is one the best leading content writing help company in Pakistan. We always care all Pakistani students in a professional way because it is included in our company task. Our company offer the assignment help, thesis help, dissertatio...
Adil Zafar Motors Multan Road Lahore
Authorized 3S Dealership Pak Suzuki Motor Co. Ltd. Deals in new cars as well as Suzuki certified used cars. Have a workshop facility as well with all facilities and Genuine parts shop inside.
Domino's Pizza - The Pizza Delivery Experts
Domino’s Pizza is the second largest franchised Pizza chain in the U.S.A. Two brothers started Domino’s Pizza with borrowed equity in 1960. Tom and James Monaghan bought a small Michigan Pizzeria called Dominick's, which was jointly run by them ...
FM Consultant Lahore
IELTS Spoken English British Council Trained Education Consultants **042-35944463, 03008453460**
APTECH Computer Education
All computer Courses
Quick Links
Contact us
Site Tools
Add to Favorites
Make Homepage
© All rights reserved www.hamaraquetta.com
This site is best viewed on 1024 x 768